Thursday, 30 June 2016

Quran 11: 61

abdulaleemuddin
Quran 11: 61
Aur Samad ki taraf hum ne unke bhaai Saleh ko bheja, unhon
ne kaha ke Ae meri qaum Allah hi ki ibaadat kiya karo, uske siwa tumhaara koi ma'bood nahin, us ne tum ko zameen se paida kiya, aur usi mein tum ko aabaad kiya,
to us se apne gunaahon ki mo'aafi maango aur us ke saamne1 tauba karo, beshak mera Rab qareeb hai,aur qubool kame waala hai.

0 comments:

Post a Comment

"