BKHBKHBJKB
Thursday, 30 June 2016
Bewaon (widow) aur Miskinon ki khidmat karne wala ALLAH Subhanahu ke raaste mein jihad karne wale ki tarah hai.
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Bewaon (widow) aur Miskinon ki khidmat karne wala ALLAH Subhanahu ke raaste mein jihad karne wale ki tarah hai.
-------------------------------------------

Safwan bin Salim Radhiallahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah
Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya bewaon (widow) aur Miskinon ki
khidmat karne wala ALLAH Subhanahu ke raaste mein jihad karne wale ki
tarah hai ya us shaqs ki tarah hai jo din mein Roze rakhta hai aur Raat
ko Iba’dat karta hai.
Sahih Bukhari, Vol 7, 6006
-------------------------------------------
Narrated Safwan bin Salim Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said "The one who looks after and works for a widow and for a poor person, is like a warrior fighting for ALLAH's Cause or like a person who fasts during the day and prays all the night." Narrated Abu Huraira that the Prophet said as above.
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 35

Main aur Yateem ki parwarish karne wala Jannat mein is tarah honge
Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Main aur Yateem ki parwarish karne wala Jannat mein is tarah honge……
Sahl bin Sa'd Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki Main aur Yateem ki parwarish karne wala Jannat mein is tarah honge aur Aapne shahdat aur darmiyani ungliyon ke ishaare se (dono ka kareeb hona) bataya
Sahih Bukhari, Vol 7, 6005

Quran 11: 61
Quran 11: 61
Aur Samad ki taraf hum ne unke bhaai Saleh ko bheja, unhon
ne kaha ke Ae meri qaum Allah hi ki ibaadat kiya karo, uske siwa tumhaara koi ma'bood nahin, us ne tum ko zameen se paida kiya, aur usi mein tum ko aabaad kiya,
to us se apne gunaahon ki mo'aafi maango aur us ke saamne1 tauba karo, beshak mera Rab qareeb hai,aur qubool kame waala hai.

Qayamat k din Roza aur Qur'an sifarish karenge
BISMILLAH
Hadith:Qayamat k din Roza aur Qur'an sifarish karenge
Hazrat Umrou Radi-Allahu-Anhu se Riwayat hain ke RasoolAllah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya: Roza aur Quran Qayamat k din bandey k liye sifarish karege. Roza kahega:Aye Rab, maine is bandey ko din me khane se aur shahwatou se roke rakha lehaza iske haq me meri sifarish qubool farma.Qur'an kahega;Aye mere Rab, maine isey Raat me neend se door rakha lehaza is k haq me meri sifarish qubool farma, isper un donou ki sifarish qubool karli jayegi.
(Musnad Ahmad,At Tibrani,Al Hakim,Shuaib ul Imaan lil Bayhaqi,Sahih Al Jamai Hadees No.3882 Sahih)

Wednesday, 29 June 2016
Safo ko seedha rakhna bhi namaz ki takmil ka hissa hai
Bismilahirrahmanirrahim
✦ Hadith: Safo ko seedha rakhna bhi namaz ki takmil ka hissa hai
-------------
✦ Anas bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya
Safo mein milkar khade raha karo aur ek saf dusri saf ke nazdeek rakho aur gardano ko bhi barabar rakho qasam us zaat ki jiske qabze mein meri jaan hai main shaitan ko safo ki khali jagah mein yu ghuste huye dekhta hu jaise ki bakri ka bachcha ho, Apni safo ko seedha karo kyunki safo ko seedha rakhna bhi namaz ki takmil ka hissa hai
Sunan Abu Dawud, Jild 1, 663,664-Sahih

✦ Narrated Anas ibn Malik Radi Allahu Anhu The Prophet (ﷺ) said: Stand
close together in your rows (of prayer) , bring them near one another,
and stand neck to neck, for by Him in Whose hand my soul is, I see the
devil coming in through openings (empty place) in the row just like a
small goat (or sheep),
Straighten your rows for the straightening of the rows is part of perfecting the prayer.
Sunan Abu Dawud, Book 2, Hadith 667,668-Sahih

Prophetic Dua
Anas bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Ayllahu Alaihi wasallam ne farmaya
Safo mein milkar khade raha karo aur ek saf dusri saf ke nazdeek rakho aur gardano ko bhi barabar rakho qasam us zaat ki jiske qabze mein meri jaan hai main shaitan ko safo ki khali jagah mein yu ghuste huye dekhta hu jaise ki bakri ka bachcha ho
Sunan Abu Dawud, Jild 1, 663-Sahih
---------
Narrated Anas ibn Malik Radi Allahu Anhu The Prophet (ﷺ) said: Stand close together in your rows (of prayer) , bring them near one another, and stand neck to neck, for by Him in Whose hand my soul is, I see the devil coming in through openings (empty place) in the row just like a small goat (or sheep)
Sunan Abu Dawud, Book 2, 667-Sahih

Subscribe to:
Posts (Atom)